10 April 2016

How to describe a book

Khushi: Mumma mujhe woh book chahiye.
Mumma : kaun sa
Khushi: Mumma woh book joh Nishka mere liye laayi thi, jab usne beautiiiiful frock pehna tha aur joh usne mujhe bahut pyaar se diya tha

1 comment: